Pyar Ka Dard Hai Shayari

Pyar Ka Dard Hai Shayari - Wafa ka rang jo gahera dikhayi deta hai, lahoo usme kuchh humara dikhayi deta hai, humara gham se talluk bahut purana hai, humara dard se rishta dikhayi deta hai.